Free internet

Free internet
Facebook ek popular social networking sites hai, Jaha pe log ek dusre se friendship, chating, picture share, call or free call kar sakte hai. Mark Zuckerberg ne Facebook ki khoj 2004 me ki thi. Internet.org ek free basic net hai jiska maksad hai gaon tak Internet ko pahuchana. Jo log Internet pack ka kharcha nahi utha sakte hai, unke liye ye features hai. 
20 August 2013 ko Zuckerberg ne Internet.org ko publish kiya. Zuckerberg ne ye program islye start kiya jisye sabhi log Internet ka fayda le sake. Zuckerberg be kaha hai ki world ke population ki 1/3 part abhi bhi Internet se dur hai. Or agar 10 logo ko free Internet use karne diya jaye toh unme se 1 log gareebi rekha se upar aa jayenge. 
 
  • Sabhi content Internet pe available hoga, or Sabhi website equal charges apply karenge. 
  • Ek bar apne Internet plan use kiya toh aap sabhi websites ko bina ki rules ke browse or open kar sakte hai. 
  • Kisi bhi mobile operators se Internet use kar sakte hai, or sabhi Operators ka speed bhi same hoga. 
Free Basic Service ko Reliance or Facebook ne milkar India me Launch kiya hai,Iska fayda ye hai ki Reliance customers kuch websites free me browse kar sakte hai. 
Reliance ke GSM ( Postpaid/prepaid)  or CDMA (Prepaid)  sabhi user free basic Internet ko use kar sakte hai. Free basic Internet Mumbai, Maharashtra
& Goa, Gujarat, Bihar, Andhra Pradesh, Telangana, Tamil Nadu,Chennai, and Kerala regions ke user use kar sakte hai. Ye service sirf Mobile uses ke liye available hai. 

Free basic Service Use karne ka Step |Free Me Facebook Use karne ke Steps

1. Apne mobile Browser se 0.freebasics.com/ ya internet.org website open kare. 
2. Ek page open hoga waha '+' button pe click kare. yaha pe apne pasand ka language select kar sakte hai. 
3. Ab 'Continue'  pe click kare,Ab aap free basic ke main page pe jayenge. Yaha apko Reliance telecom ke sath free basic internet website list open hoga. Jaha pe aap free me facebook, wikipedia jaise bahut se website pe click karke free me use kar sakte hai. 
internet.org kya hai, free basic internet kya hai

Free Basic Internet se related kuch Important Jankari

  • Android User Freebasic app ko Google playstore se Download kar sakte hai. 
  • Prepaid Customers ko free basic internet use karne ke liye minimum balance 20 paise hona chahye. 
  • Customers Facebook, Free News on sites like Aaj Tak, etc. Cricket updates on Cricinfo,Job search on sites like BabaJob, Weather updates on Accuweather, Train and flight schedules on Dictionary service,Language Translator, Health related Information, Daily, horoscope & Astrology, OLX, Wikipedia jaise website ko free me use kar sakte hai. 
  • Customers free basic internet ko sirf chrome, Internet Explorer, Mozilla Firefox, Opera Mini, Android Browser, Dolphin, Samsung Native Browser & Nokia Native Browse me use kar sakte hai. Ye service UC browser me available nahi hai.
  • Agar apke Number pe data plan activate hai, or tab aap free basic website open karte hai toh apke data plan se koi charge nahi lagega.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.