Create Free Wabsite on WordPress

Create Free Wabsite on WordPress

Dosto aj mai apko batauga ki kaisa WordPress pr account banaya to sabsa pahala janta h ki WordPress aur Blogger h kya aur dono na difference kya h.

Difference Between WordPress and Blogger:
Dosto WordPress aur Blogger dono hi app ki khud ki blogger banana ka liya ak best platform bs fark sirf itna hai ki blogspot free hai but wordpress paid hai. or is par blog banane ke liye aapko kisi 
hosting site se hosting leni padegi wordpress par unlimited feature hote hai. blog par humara pura control rahta hai. jabki blogspot blog par humara pura control nahi hota or isme feature bhi limit hote hai.
Waisa to WordPress pr pura control pana ka liya appko ak acchi si hosting site jaisa Godaddy,hostgator aur bluehost sa paid Domain lani parti h.
Yaha mai aapko wordpress.com par free blog banane ke bare me bta raha hu. agar aap paise kamane ke liye blog banana chahate hai to hosting le kar hi blog banaye.

Step:1-Sabse pahle wordpress.com site par jaye or Create Website par click kare.

Create Website par click karte hi aapko ak theme choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
Step:2-Ab aapko apna site ka nam search box ma dalna h aur Free ko Select karna h.Picture ma dakha.
Step:3- Ab Select Free Plan pr click kara
Step:4-

1.apna email address bhare jisse aap wordpress blog banana chahate hai.
2.username select kare.
3.strong password banaye.
4.Create account par click kare.
 Bas ab aapka wordpress par blog ban gaya hai. ab aap se email verify ke liye kaha jayega. email inbox me ja kar wordpress message me link  par click karke verify kar sakte ho.
Ab customize your site par click kare or aap wordpress blog ke dashboard par pahuch jaoge.

                   Blogger ma Privacy Policy add kara


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ya post acchi lagi ho to share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.