Increase Blogger Traffic

Increase Blogger Traffic
Dosto mara khayal sa app savi na apna khud ki site(Blog) to banayi hi hogi aur app sochta honga ki aisa kya kara ki app ki site pr log jaya sa jayada aya.Kyuki humari site par jitne jada visitors aayenge utna hi humari site ki popularity badagi aur utna jayada hi appki kamayi hogi. Iska liya kuch aisi tarika h jiska jariya app ki site dusro sa jayada alag aur simple honi bahut jaruri h. Aj is post me hum jannenge ki blog ki traffic kaise badhaye.


agar aapne blog nahi banaya hai to pahle aap apna blog bana le    Website(Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye



Blog Ki Traffic Kaise Badhaye
1. Search Box:
Blog ke home page par search box jarur lagaye. Jissa koi apna problem search box ma dala aur ussa turrent usa uska solution mil jaya.
  
2. Writing Style & Language:
Apni post likhne ki style par bhi dyan de jis ka jariya app apna idea ko visitor ko samja saka chaya app ka blog kisi v language ma likha hua q na ho aur dhayan rakha apki language simple & correct honi chaiya taki appki idea ko log samaj saka.

3. Site Name:
Apne blog ka naam aysa hona chahiye ki visitors ise dekhte hi samajh sake ki ya Site(Blog) ma ussa kya milaga. Yad rakha app ki site ka nam simple aur chota hi rakha taki appko aur appka visitor ko issa yad rakhna ma jayada problem na ho aur appka visitor issa assani sa dusro ko bata saka(Promote).

4. Blogger Design:
Aapke blog ka design jitna acha or aakarshak hoga. utne hi jada visitors use pasand karenge. isliye aap apne blog ka design jitna ho sake acha or simple template use kare
1. Blog ka title or description blog themes se match hona chahiye.
2. Apne blog ke liye ek logo jarur choone jo apka blog ka bara ma batata ho ki iss blog ma kya h.

5. Domain:
Agar aap chahate hai ki aapke visitors wapis aapki site par aaye to aapko apne blog me koi accha sa domain use karna chahiye. Domain ka jariya appki site ko accha tariff v milaga aur jayada sa jayada log iss pasand v karanga. 
Blog ki har post me apni dusri jaruri post ka link add kare. taki aapke visitors aapki dusri posts bhi aasani se pad sake.

6. Care about Your Visitor:
Is baat ka dhyan rakhe ki aapke visitors ko aapki site ki sabse jada konsi post pasand aa rahi hai. so usi ke hisab se aap agli post share kare. Kei br blogger ispe dhyan nahi dete or lagatar blogging karte rahte hai. so hota ya hai ki jarurat ki jankari na milne par sare visitors site par aana band kar dete hai.
Apne visitors ke har sawal ka jawab jaldi dene ki koshish kare  kyuki aap jitni jaldi kisi ki problem solve karoge to ussa appki taraf sa aisa aur fast response dakh kr wo khus ho aur app ki site pr phir sa aya.
  
7. Social Media Ka Use:
App social media ka v use kar ka apni site ki tariff bada sakta h appko bs itna karna h ki app apna social media ka account ma apna site sa related ak page ya community alag sa bana la taki appka dost v apka site sa connect ho saka nicha kuch popular social networking site h.
1. facebook
2. twitter
3. google+
4. youtube
5. linked in
or bhi bahut sari social sites hai. jin par aap apni site ko promote kar sakte ho blog me apni puri jankari ke liye apni facebook id ya google+ id ka link add kare.

 8. Your Location:
Blog ki har post me location choone. taki aapke visitors ko pata rahe ki is site ko kon chala raha hai. is se unhe aapko or aapki site ko yaad rakhne me aasani hogi.

 9. About Us:
Blog ki har post me about us ka option enable kare or usme apne bare me blog se sambandhit jankari likhe

10. Continuous Blog Post Kara:
Hamesa post kare aysa na kare ki kei kei din tak aap post hi na karo or karo to ek din me hi bahut sari post kar dalo issa nuksan ya hoga ki app apna post ko sahi tarika sa design nahi kr pata aur appka visitor ko apki post acchi nahi lagti agar app continue post karta h jaisa mann lijiya 1-2 din ka bd bd to app apna ak post pr jayada dhayan da pata h aur usski design aur looking v acchi kr sakta h.

 Also Read: Feed burner ma account banaya
                     Activate Window 10 Full virson


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.