Apna Android Smart Phone Ko Root Kaisa Kara Hindi Ma

Apna Android Smart Phone Ko Root Kaisa Kara Hindi Ma
Dosto apna to Android Phone ko root kiya jata h iska bara ma to suna hi hoga Android phone root karne se hum usko full customize kar sakte hai. Root kiye hua android phone me hum high level ke application chala sakte hai. Jab aap koi unrooted phone use kar rahe hote hai tab aap sirf as a user uska istmal karte hai par root karne ke bad aapko pure oprating system ka controll mil jata hai. Rooted phone me aap aapne custom ROM(OS) install kar sakte hai. Mager root karna ka kuch faida h to kuch nuksan v h to chaliya pahala faisa aur nuksan ka bara ma jan la.

Rooted Mobile ka faida
  • Change UI(User Interface): Ager appko android ka bara ma kuch ya thori bahut v jankari h to Root ka jariya app apna Android Mobile ki UI change kr sakta h
  • Install Custom ROM: Ager app na apna phone ko root kiya h to app apna Android Phone pr customized aur special Features ka ROM install kr sakta h jiska jariya apka phone ma New-New features jur jata h.
  • Increase Battery Life & Processor Speed: Ager app ka Android Phone Rooted h to appki phone ki Battery life aur Processor speed v bard jati h.

Root Karna Ka Nuksan
  • Warranty Khatam hona: Kai sari Company h jo root ki hui Mobile ki warranty tk khatam kr sakti h q ki app root ka jariya phone ki lock tak tor sakta h aur phone ki softwear per v asar parta h aur apka phone Dead v ho sakta h
  • Only Custom OS Install: Root karna ka bad appko Mobile Company ki taraf sa koi OS nhi milaga app sirf coustom ROM/OS hi install kr sakta h aur root phone ma wallet sa related koi app kam nahi karaga.
To ab maina appko rooted mobile ka faida aur nuksan ka bara ma bata diya ab ager app apna Android Mobile ko root karna chata h to mara step ko follow kara.

Root Karne Se Pehle Niche Diye Gaye Baton Ka Khayal Rakhe
  • Apne phone ko kam se kam 70% charge kare. Root karte samay phone band nahi hona chahiye.
  • Aapne phone me jo data hai like contacts, Songs, Images and Video clips  usko copy karke rakhiye.
  • Root karte samaye phone, pc ya laptop jis par bhi aap kam kar rahe ho wo band nahi hona chahiye.

Step 1: Kingo root software apne computer ya laptop me install kare. Download karne ke liye yaha par clickkare.

Step 2: Phone me USB debugging mode anable kare. Settings me jakar Developer options par Tap kare Developer options me USB debugging mode anable hoga usko enable kare
Note: Agar aapke phone me aapko developer options nahi dikh raha to About Device me jakar Build number is option par lagatar 10 bar Tap kare developer options dikh jayega.

Step 3:  Apne computer me Kingo root software open kare aur apna phone USB cable se computer ko connect kare.

Step 4:  Root button par click kare Aur Kingo apka phone ko Root karna suru kr daga aur kuch hi der ma apka Phone Root ho jana pr Finish per Click kr da.
 
Step 5: Ab aapka phone successfully root ho gaya hai agar aapko phone wapas unroot karna hai toh  Remove root par click kare aapko phone me root remove ho jayega.

                    Ten Facebook Ki Tricks.
 


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.