Apna Computer ki puri jankari paya Bus ak Click sa

Apna Computer ki puri jankari paya Bus ak Click sa
Iss post ma mai appko batauga ki Computer ki puri jankari (details) kaise dekhe ak jagha pr Agar jab bhi ham new Computer kharidne jate hai to hame uske bare me puri jankari pata hoti hai jaise ki Motherboard, Processor, Hardisk, Ram, ete…kaun si hai, kaun si company ki hai, kitna hai.
Aur jab ham kisi  ke pass purana Computer kharidne jate hai to uski jankari hame nhi hoti dukandar jo bhi bolta hai hame uske baat par biswas karna padta hai. Aksar ham Ram, Processor ki jankari System ki Property me jakar dekhte hai lekin hame bs kuch jankari milti hai aur kai baar galat jankari bhi milti hai jaise ki kuch log iss jankari ko change kar dete hai. To chailye ham jante hai ki iski puri jankari kaise dekh sakte hai



Ya Janna Ka 2 tarika h

Pahla Tarika

Sabse pahle aap Run me jaye Window+R daba kar phir waha Dxdiag type kare phir Enter dabaye ya OK par click kare.
 
Jaise hi aap Enter karenge aapke samne ek windows open hogi usme aap apne Computer ki puri jankari dekh sakte hai

 
Dusra Tarika
Sabse pahle aap Start >> All program >> Accessories >> Systam tools >> Systam information par click kare.
Ya app search Box ma System Information Type kara
Ab ek new windows open hogi jisme Computer ki puri jankari hogi jaise ki aap niche pic me dekh sakte hai.

 


 Also Read: Pendrive Ko Bootable Banaya aur OS Upgrade kara
               FeedBurner ma Account Banaya



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.