Apna Computer Ki Speed Ko Badaya Bus Kuch hi Steps Ma

Apna Computer Ki Speed Ko Badaya Bus Kuch hi Steps Ma
Computer aisa chij h jissa app kuch v kam(Work) ghar baita baita bari asani sa kr sakta h wo v kam samay ma, mager kavi kavi aisa hota h ki app computer pr kam(Work) karna baita pr appki system hang karna suru kr dati h. Iska bahut sa reason ho sakta h pahala to appka system ma virus h aur dusra appka system ma Temp, Unusual, Corrupt file bahut jayada ho gayi h to aj hm janaga ki kaisa app ya files ko hat aka apna system ki speed bada sakta h. To chaliya janta h ki app kin kin tariko ka use kr ks apna System ka speed bada sakta h.


 
C Drive Se Unused Data Ko Remove Kara

Hm jo bhi data apps ya fir koi file install karte hai internet ka jariya wo sidha hi hamari C Drive me store ho jaata hai or yahi se hamari koi bhi program run hota hai to iska bhi hame dhyan rakhna hai ki C drive me jo hm kaam me nahi le rahe hai vo data ko hata de or isme spece rakhe jisse pc ki speed badh jaati hai.

Optimize Your C Drive 

App apna C Drive ko Optimize kar ka v apna Computer ki speed ko bada sakta h. Optimize ka matlab hota h apka PC sa file ka chalta jo Dust ya kuch Error h ussa thik karna C Drive ko optimize karna ka liya app sabsa pahala C Drive select kr ka Right Click>>Properties>>Tools>>Optimize>>Analyze hona ka bd Optimize kara.

 Pc Se Temp File Ko Delete Kare 

Apka PC ma kaam karte hi tmp file store hone lagti hai jisse ki hamare pc ka space kam ho jaata hai or pc ki speed slow ho jaati hai jisse pc koi v file ko load karne me time jyada lagta hai to dosto aap in tmp file ko delete karke apne pc ki speed ko badha sakte hai. Isska liya app ya Step Follow kara 

1.sabse pahle aap apne pc ke Start butten par click kare or niche search box me Run type kare ya fir sortcut key windows + R type kare .

2.ab jo search box aaye usme %Temp% type kare or enter key dabaye or jo tmp file aapke saamne aaye sabhi ko select karke Shift+Delete ak sath dabaya aur uska bd enter press kara ya apka system sa Delete ho jayagi.

Internet Temp File Ko Delete Karte Rahe

Dosto aap internet use karte hai lekin kabhi aapne socha hai ki internet se bhi temp file banti hai or wo sidhe hi hamari C Drive me save hoti rahti hai aur ya appka Computer ki speed ko v kam kr dati h. Mager app apna Browser ki history/Temp ko delete kr ka Speed Bada sakta h apna PC ka.


Useless Apps Ko Uninstall Kare

Bahut log aisa hota h jo aisa program ko install kar lete hai jo hamare kaam ka nahi hai lekin fir bhi install kar liya hai me to yahi kahunga ke aise program ya apps hai to unko abhi uninstall kar le or yadi kabhi kaam aathe hai to aap inka backup bana le or sepce full drive me save kar le 

Start Menu Ko Kare Less

Ye bhi ek problem hai issa bhi hame less karne ki jarurat hai aap start menu ko to jaante hi honge isme jo hamare kaam ka nahi hai use aap hata de iske liye run me jaakar "MSconfig"Type kare or enter key dabaye or Startup ko select kare yaha se aap jo use nahi kar rahe hai usa hata de.

  Also Read: Window 10 Working Serial Keys
                      Pendrive ko Bootable Banaya


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.