PayPal Ma Account Banaka Online Transaction Kara

PayPal Ma Account Banaka Online Transaction Kara
Aj kal online ka jawana h aur savi koi apni life easy banana chata h. PayPal ek Online money transection service hai jisse ham kisi ko Online payment send Ya fir apni Online Payment Receive kar sakte hai.Agar aap koi online Business karte ho ya fir agar aap kisi bahar ki country ki website ka koi product khredta ho to aapko PayPal account ki jarurat padegi, kyuki Lagbhag (almost) Jadatar website's payment ke Len-den ke liye is ka istemal karti hai.

PAYPAL KYA HAI

PayPal online money transection service hai, jiska istemal payment Bhejne (Send) Ya fir Lene (Receive) Ke liye kiya jata hai. Ye 1998 se Apni service de rahi hai or Daily lakho log isse carodo Rupay ka Transection karte hai iski madad se. Aagar Aapka koi Blog ya koi website hai to Aapko bhi iski jarurat padegi Payment ke liye.Ye bahut hi asan or safe payment method mode hai.

Paypal Account Banane ke liye Chahiye :-

  1. Email Id
  2. Debit/Credit Card
  3. PAN Card (Permanent Account Number)
  4. Address
  5. Mobile No.
  6. Bank Account

Steps Ko follow Kare Account banane ke liye:-

Step 1: Paypal ki website par jaaye or Sign iss pe click karewww.paypal.com 

 

Step 2: Personal account ke liye Individual account ko select kare or Continue pe Click kare.

 Step 3: Continue pe click karne ke baad ek new page open hoga usme Country select kare uske baad Apni Email Address or Password daal kar continue pe click karde.

Step 4: Email Id or password daalne ke baad agle page me code ko fill karke click karna hai.Ab ek aisa page khulega

Step 5: Ab aapke Email par Paypal account confirmation link aayga us link pe click karke confirm kare or Confirm hone ke baad ab aapka PAYPAL Account  Ban chuka hai . Ab aap apni Details ko isme  add karna hai  

 1. Debit/Credit card link kare

2. Apna PAN CARD link kare

3. Bank Account link kare.

  NOTE:-  Paypal account ke liye ye hona jaruri hai

Debit/Credit card International chip based hona chaiye

Aapke Bank Account me NetBanking honi chahiye. 




Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.