Anchor Text Kya Hai uski puri jankari-Hindi ma

Anchor Text Kya Hai uski puri jankari-Hindi ma
Aj mai phir sa apko ak SEO related Tricks ka bara ma batana wala hu uska nam h Anchor Text. Bahut kam blogger hi iska bara ma janta h aur iska istamal karta h. Lakin ager app apna website ka liya serious h aur uss pr high tariff pana chata h to appko ya post ko dhayan sa panda chaiya.


Anchor Text Kya Hai
Anchor Text apka post ya apka website ka kisi v page ki wo Hyperlink text hota h jissa hm anpa post ya dusra website sa connect karta h. Simply basha me kahu to blog post me use hone wale internal or extranal links ko hi anchor text kahte hai. But backlinks tabhi good anchor text hote hai jab hu unhe search engine policy ko follow kar ke use kare.

Anchor Text Website SEO Ke Liye Kyu Important Hote Hai

Bahut se blogger anchor text use karne me mistake karte hai or sahi words ki jagah galat words use karte hai.
Ager aap koi post likh rahe hai or aapke pas “Robots.txt kaisa use kara” ke bare me koi dusri post bhi hai ya fir aap kisi other site ka link post me add karna chahate hai to jiska title “Blogger ma robots.txt add kara” hai to aap apni post me uski jagah “Blogger settings with robots.txt” Words use karoge to ye good anchor text mana jayega. Isse aap 2 fayde honge. pahla visitors aapki post par se dusre web page par visit kar sakega or search engine bhi is tarah ke links ko index karta hai. So aapko search engine se bhi acha traffic milega.
1. Bad Anchor Text: Jab hum aspni post me koi link add karte hai to link ki jagah hum yaha click kare, more information here, learn more, click kare, click on, click it jaise words use karte hai to ye bad anchor links mane jate hai or search engine inhe ignore karta hai. Jisse inse search engine se hume koi traffic nahi milta hai.
2. Good Anchor Text: Jab hm kisi post ma koi other web page ko add karta h jaisa man lijiya appko “Website Design” ki hyperlink ko add karna h to uss Website design ka hyperlink ka text ka jagha pr ager app “Learn Website Design” ya “Full and Explained details of Website Design” ka use kara to Search engine iss hyperlink ko index v karaga aur appko issa tariff v milagi.

Ab aapko ye to samajh aa hi gaya hoga ki anchor text kya hote hai or ye blog seo ke liye kyu important hai. So ab mai aapko blog post me anchor text use karne ke kuch best tarike batana ja rha hu Jisse aap apne blog ki search ranking increase kar sakte ho.
1. Anchor Text Description: Jab aap post me related links add karte ho or aap links post ka pura title hi use karte ho to use Anchor Text Description kahte hai. But isse aca aap link post ke sirf keywords hi use karo to better result milta hai.

2. Use Post Related Anchor Text: App jab v koi post likhta ho aur ussma kisi dusra webpage ka hyperlink add karna ka bara ma soch raha ho to chaya wo appki website ki ho ya kisi dusri website ki ho dhayan rakhiyaga wo hyperlink appka post sa related honi chaiya issa appka visitor ko uss post ka tropic pr aur v jayada jankari mil sakti h jissa wo visitor appka website pr jayada der tk time spend karta h jissa appki Bounce rate v high hoti h.
3. Backlink Anchor Text: Jab koi dusri website me aapki site ka anchor text link(Hyperlink) add kiya jata hai to usse bhi aapki site ki search ranking increase hoti hai or aapki site ki value badhti hai. Aur isska assar apka tariff pr v parta h.

4. Use One-Way Anchor Text Backlinks: Jab aap apni site me kisi or site ki link add karte ho or wo site owner aapki site ka link apni site par add nahi karta hai to use One-Way Anchor Text Backlinks kahte hai. Search engine one way anchor text ki sabse jyada mang karta hai or isse aapki site ki rank increase hoti hai. Isiliye mai kahta hu ki post me ek external links jarur add kare.

5. Don’t Use Unusual Anchor Text: Ager apna koi post likha h aur ussma apna post ki word ko badana ka liya bahut sari unusual Hyperlink add karta jata h to issa appki site ki wo hyperlink search engine ma index to hogi mager iss faltu ka hyperlink sa apka site ki popularity kam ho jayagi aur visitor v kam ayanga.
6. You also buy Backlink: Internet pr aisi bahut si site h jissa app backlink kharid kr apna site ki rank improve kr sakta h. Jab app kisi site sa backlink kharidta h to wo apna website pr appka website ki hyperlink ko add kr data h jissa apki site ki rank improve hoti h.

To mara khayal sa ab apko samaj ma aa hi gaya hoga ki Anchor Text kya h aur ya apka website ka liya q jaruri h aur issa kaisa use kara.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.