Apna Blogger ki Best SEO settings kara aur Tariff paya

Apna Blogger ki Best SEO settings kara aur Tariff paya
Ager app apna blog ko Jayada sa jayada SEO friendly banana chata h to iska liya appko Blogger ka settings pr jayada dhayan dana ki jarurat h q ki ager apna setting karna ma ak v galti kar di to appki blog post search engine pr index hona band ho jayagi. Isiliya maina apna reader ka dhayan rakhta hua maina iss post ma Blogger ki most important settings ka bara ma bt karna wala hu taki mara readers ko kisi v problem ka samana blogger ki settings karta waqt na ho.


Mai jab bhi blogging SEO ke bare me koi article likhta hu to pahala mai ussa khud istamal karta hu phir post karta hu. Kyuki meri ek galati kisi ki life barbad kar sakti hai. Isliye mai aapse rquest karta hu ki is post ko dhyan se padhe or ache se samajhne ke bad hi follow kare.


Blogspot Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare:
 Ager app apna har post aur blog ko SEO friendly banana chata h to app mara iss post ko dhayan sa padiya tavi apna blogger ki settings ko kara.

 
1. Meta Tags Description:
Ye wo description hoti hai jo search engine me humare blog ka title ya link search karne par Blog Name Ke Niche show hoti hai. Yaha per app apna blog ka bara ma likh sakta h ki appka blog kis ka uper h aur appka blog ma kya kya h lakin dhayan rakhiya ki appka ya description 150 words sa jayada nhi hona chaiya nhi to search engine iss description ko index nhi karaga.


2. Custom Page Not Found:
Ya v akk SEO friendly settings h. Iss ka matlab h ki ager appna apna blog sa koi post ko hata diya ha aur ager koi visitor uss post ko appka blog ma dhuntha h to ussa 404 error show hota h jissa visitor ko pata nhi chalta h ki 404 kya h. Lakin ager app iss settings ko on kar da to uss visitor ko ya pata chal jayaga hi ya page open q nhi ho rha h usska liya appko bs akk code ko waha paste karna h. Jo ki niche h.

<a href="http://hindimapada.blogspot.com" target="_blank">Error 404 Page Not Found</a>
<p>This page is not found right now. Please Visit<a href="http://hindimapada.blogspot.com" target="_blank">home page</a>
<a href="http://Facebook.com/hindimapada/?ref=aymt_homepage_panel" target="_blank">Contact on Facebook</a>.</p>

1. Ab red colour ka URL ko apna URL sa change kara.
2. Dark Blue ko apna Facebook Page ya ID sa change kara.


Issa Set karna ka liya Blogger Dashboard>>Settings>>Search Preference ma jaya uska bd Custom Page not found ma upper ka diya gaya code ko paste kar da aur Save kar da.


3. Custom Redirects:
Agar aapse apne blog ka koi page delete ya remove ho gaya hai or aap chahate hai ki us page ki jagah aapke visitor dusre page par jaye to aap us page ko new page par redirect kar sakte ho. error 404 page ka pata lagane ke lie aap google webmaster tools par Crawl Errors Links  check kar sakte ho.


4. Custom Robots.txt Files:
Ya v ak bahut hi important settings h jisska jariya app Search Engien spider ko batata h ki appka blog ma sa kis page ko index karni h aur kis page ko index nhi karni h. Isska liya maina alag sa ak post likta h ki kaisa app apna blog ka liya Robots.txt sat kar saktah. App uss post ko padh kar iss use karna v sikh jayanga.

5. Enable Custom robots header tags:
Ya Blogger ki setting sabsa jayada advance jiska siddha asar appka blogger post per parta h ager appna akk v galti ki to app ka post search engine pr nhi diktaga.
Issa Enable karna ka liya Blogger Dashboard>>Settings>>Search Preference ma jaya waha appko Custom robots header tags milaga ussko Edit par click kar ka Yes kara aur niche ka picture ka anusar settings kar ka Save kar da


1. all: Is option ko select karne se search engine aapke post ke all content ko index karega or isse seo par koi effect nahi padega.

2. Noindex: Search engine post ko index nahi kar sakta or na hi search results me show karega.

3. Nofollow: Search engine page me diye links ko follow nahi karega.


4. None: Simply noindex, nofollow. Search engine na hi to aapki post ko index karega or na hi aapki post me di jankari ko padh sakega.

5. Noarchives: Search engine aapki post ki archives yani tag or category ko index nahi kar sakta.

6. Nosnippet: Search engine search result me aapki post snippet show nahi kar sakta.

7. Noodp: Search engine post ki meta data ko index nahi karega. Yani post ke koi bhi words show karega.

8. Notranslate: Search engine aapki post par translate offer nahi kar sakta.

9. Noimageindex: Search engine aapki post me di gayi kisi bhi image ko index nahi karega.

10. Unavailable_after: Agar aap apni post ko kuch day bat search engines se gide karna chahate hai to uski date yaha par set kar sakte hai.

Ab appka iss settings ko Save karna ka bd appka har post ma Custom Robots Tags ka option aa jayaga jisska jariya app jab v koi new post karta ho to har post ka liya app alag alag Settings Choose kar sakta h. Nicha Screen Shot ko dakhiya.





Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.