Google Keyword Planner sa Top Paid Keywords kaisa Choose kara

Google Keyword Planner sa Top Paid Keywords kaisa Choose kara
Blog par quality content likhna hi blogging me success hone ka first option hai or koi bhi ise ignore karna nahi chahenga. Sabhi blogger apne blog par full SEO friendly post likhne ki koshish karte hai. Mager kavi kavi aisa v hota h ki app accha accha articles likh raha ho mager appko tariff nhi mil pa rhi h, iska bahut sa reason ho sakta h unma sa hi ak acchi keyword nhi dalna ki v ho sakti h isiliya mai appko suggest karunga ki ager app blogging ma success hona chata h to apna articles ka liya best keyword ko hi promote kara taki appko acchi tariff mila.

To aj mai appko batana wala hu ki kaisa app Google Adwords Keyword Planner Tool ki madat sa apna Post/Articles ka liya high tariff keyword ka use karka apna blog ko popular banaya. To chaliya janta h yak am kaisa karta h.

 

Google Adwords Keyword Planner Tool Ki Jankari

Google keyword planner tool Google ki hi service hai. Jis par aap traffic receive karne ke liye target keywords search kar sakte hai. Is tool par aap apni site or blog content se related keyword search kar sakte ho.

Google keyword planner tools aapko target and high adsense CPC keywords ki v jankari deti hai. Jis par aap keywords ke anusar uski CPC pata kar sakte ho ki is keyword se aapko per click kitne paise milenge. Ye tool mostly advertising targeting keywords ke liye hai. But aap isse aap apni post ke liye keywords search karne ke liye bhi use kar sakte ho.

To Chaliya ab janta h ya kam kaisa karta h.

How to Use GAKP Tool

Step 1: Sabsa pahala app Google Keyword Planner Tool pr jaya uska bd ager apna isma apna account nhi banaya to apna gmail account sa isma login kara.
Uske bad search for new keywords using a phrase, website or categorypar click kare.

Step 2: Uska bd ak form ayaga usa fill-up kara
1. Yaha par koi bhi keyword daliye. Jiske bare me aap janna chahate hai. Aap chahe to yaha par post title bhi add kar sakte hai.
2. Agar aap pahle se likhi gayi apni kisi post me keywords ki information check karna chahate hai to yaha us post ka link add kare. Ya fir aap sirf is keyword ki value pata karna chahate hai to ise khali chod de.
3. Yaha par aap product categories choose kar sakte hai.
4. Iske bad keywords target set karke Get ideas par click kare.

Jaise hi aap get ideas par click karoge to ek new page khulega. Usme us keyword ki all information hogi. Ab yaha par aapko is keywords se related other bahut sare keywords ki details btayi jayegi. Jisse aap aasani se pata kar sakte hai ki konsa keywords kitna popular hai or kis keywords ko use karne se adsense aapko kitna payment karega.
 

Is tarah se aap google adwords keyword planner tool ko use kar apni post ke liye badiya keywords search kar sakte hai. Ab aap ye aasani se samajh sakte hai ki aapko high keywords hi use karne hai. Jinki value jyada ho. isse aapki search rank bhi increase hogi or agar aap adsense user ho to adsense CPC bhi increase hogi.

                   Android ki important Trick jisa appko janna chaiya
 


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.