Affiliated Market kya h issa paisa kaisa kamaya

Affiliated Market kya h issa paisa kaisa kamaya
Maina pahala bahut si makemoney tips share ki h jisska istamal kar ka app online paisa kama sakta h, to aj mai appko Affiliated Market sa paisa kaisa kamaya uska bara ma batana wala hu, jisska istamal kar ka app ghar baitha baitha per day hazaro kama sakta h.


To ab aiya pura details ma janta h ki ya affiliated market kya h, kon kon sa company india ma affiliated program offer karti h aur ya kaisa kam karta h.




Affiliated Program kya h:
India ma bahut si bari bari companies h jo apna product ko online sale karta h, aur ya companies apna product ka sale ko badana ka hama apna partner banata h wo v FREE ma. Lakin innka partner banna ka liya appko inn companies ka affiliated program sa jurna hoga, jisska liya appko inn companies ka dawara launch ki gayi affiliated ki site ma jaka apna account banana hoga.
Mai niche kuch affiliated Program offer karni wali companies ka Affiliated market ki site share kar raha hu.


Note: Ya india ka top online selling’s companies h, aisa affliated companies aur v h. Ager app kisi companies ka affiliated program h ya nhi ya janna chata h to company ka nam k aka bad affiliated likh ka google ma search kar sakta h.

Company Name Affiliated

Inn affiliated program sa faida:
Ager app kisi v company ka affiliated program sa jurta h to ya appko apna product ki taraha taraha ki promotion kit provide karti h jaisa- Kisi product ka banner ya product ka simple link. Aur jab koi iss banner ya link per click karka kuch v uss site sa purchase karta h to ya company appko kuch commission dati h joki 5%-20% tak ho sakti h.
Kisi v product ka commission alag alag product ma alag alag hota h jo companies ka dawara decide kiya jata h.

 Ya savi companies hama commission kaisa data h:
Ya savi companies hama commission paisa ya gift voucher ka rup ma dati h. Jo ki ak limit cross karna ka bad hi appko mil pata h.
Jaisa man lo app flipkard ka affiliated market sa jura h aur flipkard ma minimum payout limit 500RS set kiya h to jab tak appka commission 500 ya ussa jayada nhi hota app uss commission ka paisa ka istamal nhi kar sakta.

Hama Kya karna hoga jissa jayada sa jayada paisa hama Commission ka rup ma mila:
Ager app chata h ki appko jayada sa jayada paisa commission ka rup ma mila to appko kisi v product ki link jo appko affiliated company per log in karna per mil jayagi ussa apna website per share kar sakta h, ya apna social media ma v uss link ko share kara jissa appka affiliated product link savi ko dikha aur ager koi v uss link ka jariya kuch purchase karta h to appka commission banta rahaga.

Note: Ager app apna affiliated sa kuch v purchase karta h to isska appko commission nhi milaga.

Affiliated Program Use karna sa koi nuksan:
Jaisa ki maina pahala bataya h ki kisi v companies ka affiliated program sa app Free of cost jud sakta h aur bari asani sa app issa income kar sakta h isiliya issa koi nuksan ka to sawal hi nhi hota. Mai khud Flipkart ka Affilated program sa pichla 5-6 months sa jura hua hu aur muja issa acchi khasi income v ho rahi h.

To ab app samaj hi gaya honga ki affiliated program kya h aur issa ham kaisa income kar sakta h. Ana wala dino ma mai taraha taraha ka companies ka affiliated program ka bara ma aur v details ma bataunga ager app uski jankari siddha apna E-Mail per chata h to hama subscribe kar sakta h.



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

1 comments:

avatar

grate tutorial

Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.