Apna Website sa jor ka YouTube ki Dofollow Back link paya

Apna Website sa jor ka YouTube ki Dofollow Back link paya
Hello Dosto umid karta hu ki appko mara blog sa acchi acchi jankari milti hogi, isiliya aj mai phir appka samna akk new tricks laka ayah u jissa madat sa app YouTube sa v dofollow backlink ki madat sa apna Website ko YouTube sa jor sakta h.

Jaisa ki app savi janta hi honga ki youtube world ki sabsa big video ki site h, aur ager app apna Website ko issa jorta h to appka tariff v badh jayagi. 


Youtube par apni site ko verify karne se pahle aapki site google webmaster tool me already verify honi chahiye. Or agar aapne abhi tak apni site google search console me verify nahi ki hai to pahle Blog Ko Google Search Engine Se Submit Kaise KarteHai post padh kar apni site ko GWT me verify kar le. Uska bd hi apna website ko youtube sa jora.





YouTube sa Dofollow Backlinck kaisa recive kara:
Ab jab appna apna site ko Google Webmaster sa jor diya h to app mara niche bataya gaya steps ko follow kar ka apna website ko YouTube sa jora

Step 1: Sabsa pahala app YouTube ka site per jaya aur ussma Gmail ID sa log in kara.

Step 2: Uske bad Channel Settings >> Advanced par jaye.

Step 3: Ab Associated website me apni site ka link Add kare.


Step 4: Uska bd ak Success ka message ayaga ab appko Save pr click karna h.


Bas ab aapki site youtube par verify ho chuki hai. Ab aap ko 1-2 din bad se YouTube se dofollow backlinks milne shuru ho jayenge. Google spider aapki site ko index karne me 24 hours ka time lega. Uske bad aap alexa.com site par backlinks check kar sakte ho.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.