Dream 11 kya h issa paisa kaisa kamaya jata h-Full Guide

Dream 11 kya h issa paisa kaisa kamaya jata h-Full Guide
Ager app sports ka diwana h aur sports ka bara ma appko acchi khachi jankari h to app ka liya ak good news h ab app apna sports ka knowledge ka istamal kar ka rato rat amir ban sakta h.



Mai apna iss post ma ak aisi hi site ka bara ma batana ja rha hu jisska nam Dream 11 h. Ya ak aisi site h jisska jariya app rato rat apna sara sapna pura kar sakta h. Mai apna iss post ma isska bara ma puri jankari dunga bs app mujha follow kara.


Dream 11 kya h, ya kaisa kam karta h:
Dream 11 ak aisi site h jissma appko bahut sa Cricket, Football aur Kabbadi ka Match milagi. Appko bus itna karna h ki appko issma kisi Match ko join karna h aur ak aisi team create karni h jissma appka dawara chuna gaya savi player best ho, uska bad apna team ka captain aur vice-captain chunna h. Bs ab appki team ready h aur ager app ki team jit jati h match khatam hona ka bad to uska badla ma appko paisa milta h.

Isma kitna taraha ka Match h:
Isma appko 2 taraha ka match dakhna milanga.

1. Tour Match (True Match): Ya wo match h jo ki real hoti h, jaisa IND Vs PAK. Ya match time base hoti h iska matlab akk bar ya match start ho gayi to issko app join nhi kar sakta, aur ya savi match paid hoti h yani appko iss match ko join karna ka liya 20 ya 30 Rs ka paisa lagana hoga.

2. Public: Ya wo match hoti h jo ki iss site ka join member ka dawara create ki jati h, isma appko Paid aur Free dono taraha ka Match dikhagi.

Dream 11 ma account banana ka steps:
Ab app samaj hi gaya honga ki Dream 11 kya h ya kaisa kam karta h. To ab janta h ki issma kaisa account banaya.

Step 1: Sabsa pahala app Dream 11 ki website per jaya, uska bad appka samna ak page khulaga ussma appko koi match select karna h.

Step 2: Match select karna ka bad appko uss match ka anusar akk team create karni h aur uss team ka liya captain aur vice-captain chunna h.

Step 3: Ab appka samna ak new page khulaga usma appko Email, Password aur apna team ka name chunna h uska bad Join per click karna h.


Step 4: Ab app Direct Dream 11 ka dashboard per chal jayanga, ab appko apna email ma jaka Dream 11 ki link ko verify karni h.


Step 5: Email Verification hona ka bad appko apna Phone no, Pan Card Details aur Bank Details ko apna Dream 11 account ma add karna h jo ki app Verify & get 250 ma jaka kar sakta h.


Step 6: Ab appka Pan Card no aur Bank account ko verify hona ma kuch time lagaga. Verify hona ka bad appko 250 Rs appka Dream 11 ka account ma mil jayanga.


Note: Ager app mara dawara diya gaya Dream 11 ki link sa sign up karta h tavi appko Free ma 250 Rs appka account ma milanga, warna nhi milaga.

To ager app puri bat samaj gaya h to app isska istamal Apna Android mobile ma kar ka v paisa kama sakta h jisski Download links niche h.



To ab jaiya apna sports ka knowledge ka istamal kar ka paisa kamiya, ager app chaya to app hamara website ko subscribe kar sakta h taki app tak hamara latest updates email ka jariya pahuch jaya.



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.