Pokemon Go kya h issa kaisa khala-Full Guide

Pokemon Go kya h issa kaisa khala-Full Guide
Pokemon Cartoon show ka bara ma appna jarur suna aur dakha v hoga. Ya bahut ki popular cartoon show h jissma Ass Chaham bahut sa pokemon jaisa Pikachu, charminder etc ko apna pokemon ball ka jariya pakarta h aur dusra pokemon trainer sa unn pokemon ka jariya fight karta h aur iss fight ma Mistry aur brook uska sath data h.



Ab isi cartoon show per adharit ak game launch ho chuki h jisska nam Pokemon Go h, Yeh game 6 july 2016 ko launch kiya gaya tha Niantic developer dwara aur yeh iOS and android devices ko support karta hai. Yeh real world map based game hai jisme aapke phone ka camera, gps and internet use hota. Yeh ab tak ka kafi addicted game mana ja raha hai kyuki log aajkal facebook, twitter jaise popular sites ko chhodkar pokemon go ko jyada time de rahe hai.
Ye game abhi sabhi country me uplabdh nhi hai. Aur abhi India me bhi nhi hai par main aapko direct download link de duga isi pos ma app waha sa iss game ko down load kar sakta h.


                                      Also Read:Apna Blog Ma Popular Gadget add kara


Pokemon Go kaisa khala jata h:
To ab app samaj hi gaya honga ki pokemon go kya h. Ham janta h ki issa khala kaisa jata h.
Pokemon go ko khelne ke ke liye 3G, 4G ya wifi connection use kare 2G par yeh thik se kaam nahi karega. Iss game ko khelne se pehle aapko pokemon go club mein account banana padega nahi toh aap google account se bhi login kar sakte ho. Ye jo Game hai Real World ke Map par khela jata hai to usme Mobile ka Camera, Mobile ka GPS or Internet connection ki jarurat padti hai. Game me karna ye hota hai ki hame pokemon ko pakadna hota hai jo hame hamare Mobile ki screen par dikhai dete hai. Ham agar kahi jate hai to jo game me hamara avatar yani hamara dawara select ki hui hamari virtual image wo bhi chalta hai.
Pokemon pakadne ke dauran aapko ek anda (egg) bhi milega jisse ki aap pokemon ko ladai (fight) ki training de paoge. Agar aapke location par koi dusra person bhi pokemon go game khel raha hoga toh aapko pokemon collect karne ke liye apne mobile par hi uss person se fight karni padegi agar aap jit jate ho toh pokemon aapka ho jayega.

Pokemom Go Khelne Ke Fayde:

1. Iss game ko khelne ke liye aapko apne ghar se bahar nikal kar bhagdod karni padti hai jisse aapke body ki exercise ho jati hai

2. Ghar se bahar aapko taji hawa (air) ka anand milta hai

3. Foreign countries mein aise log bhi hai jinke paas time nahi hai lekin woh yeh game khelna chahte hai, aise log per hour ke hisab se 20$ dollar (Rs 1,300) pay karte hai jo inka level badhane mein madad karta hai. Aajkal bahut si jagah pokemon pakadne ke ads bhi diye ja rahe hai aise logo ki madad karke aap paisa bhi kama sakte ho

Pokemon Go ka khalna sa nuksan:
Jiss tahara iss game ko khalna sa faida h to usi taraha iss game ko nkhalna ka kuch nuksan v h, jo app nicha padh sakta h.

1. Game khelne ke liye bhar jana padega
Pokémon Go Game Real world map ko use karke hi khela jat ahai to isme jo hamari real location hoti hai ussi me hame Pokemon ko pakadna hota hai, to iske liye hame bhar jana padta hai.

2. Battery bhi bhut use hoti hai
Pokémon Go jab chalta hai to isme ek sath Mobile ka camera, GPS, Internet connection sab ek sath kaam karte hai to battery bhut jada use hoti hai. to agar aapko ye game khelna hai to aapko ek Powerbank bhi rakhni padegi apne pass.

3. Acha Mobile chaiye
Game 56 MB ka hai or game ko khelte same bhut sari process ek sath chalti hai to hame achi RAM or memory wale Mobile ki jarurat padegi, Agar kisi chote mobile me khelege to mobile bhut jada hang hoga.

4. Mobile Garam ho jata hai
Pokemon Go ko chalne me kitni process ak sath chalti hai wo to me bata hi chuka hu, to agar itni sari chije ek sath chalti hai mobile me to Heating Problem bhi aane lagti hai Mobile me.. Isliye ham is game ko jada der nahi khel sakte.




Pokemon Go Download kara:
To ab maina appko isska faida aur niksan ka bara ma bata diya h ab ager app iss game ko download karna chata h. India ma ya av Play Store per nhi aya h isiliya play store pr isa search na kara. To nicha ki link pr click kar ka download kar sakta h.

• Download For iTunes

• Download from Play store

• Download  Direct Apk (Indians ka liya)

Pokemon Go game ko android phone mein khelne ke liye 2GB ram aur 4.4 - 6.0 version hona chahiye. iPhone, iPad aur iPod touch user ka  iOS version iOS 8.0 ya isse upar hona chahiye.
To ab maina appko av tak ki sabsa popular game ka bara ma puri jankari da di h ab app jaiya iss game ko khaliya aur apna experience mara sath jarur share kara.
 
 Also Read:Ten Facebook Tricks
                                   Also Read:Website/Blog ma Facebook Popup like box add kara


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.