YouTube ki Top 15 Secret tricks jissa appko janna chaiya

YouTube ki Top 15 Secret tricks jissa appko janna chaiya
Youtube ka nam to app na suna hi hoga, ya world ki best video ki website h jissma appko taraha taraha ka video jaisa movie, tutorials, songs etc ka video ko app online ya offline dakh sakta h. Maina anpa pichla post ma bataya h ki kaisa app apna youtube channel ka liya default settingkara app ussa v padh sakta h.



YouTube per per day cororo log visit karta h aur ganto tak youtube per apna samay bitata h videos ko dakhna ma, jissa app samaj hi gaya honga ki youtube ab life ka hissa ban gaya h. Lakin YouTube per bahut sa tricks h jisska istamal kar ka app ko video streaming ma asani hogi aur appka time v waste nhi hoga isiliya appko ya post bari dhayan sa padni chaiya.



1. Youtube Video Download kare bina kisi app ke:
Appna kavi na kavi youtube ka videos ko download karna ka liya kisi na kisi Video downloading softwear ka istamal kiya hi hoga lakin kya app janta h ki app bina kisi softwear ka v video download kar sakta h.

 

Ager app isska bara ma nhi janta h to mai appko batata hu ki app jab v koi video ko open kara to uska URL ma www. ke baad "ss" add kariye uska bad uss URL ko reload kara uska bad app dakhanga ki appko uss particular video ka downloading link mil jayaga. Jisski madat sa app bina kisi softewear ka video download kar payanga.

2. Video ko bad ma dakha YouTube per:
Ager app kisi video ko dakhna baitha aur usi samay appko kuch kam aa gaya lakin wo video v dakhna jaruri h to ab app tension na la YouTube per app Watch Later ki help sa uss video bad ma dakh sakta h. Puri details ka liya app nicha ka Picture ko dakha.

 

3. Apna YouTube screen ko vibrate kara:
Kya appko pata h youtube per jab app 'Use the force Luke' type karka enter press karanga to appki YouTube ki screen vibrate hona lagagi. 

 

4. Apna Video Streaming ka speed badaya:
Ager appka connection slow h aur app apna video ka loading speed ko badana chata h to app wo v kar sakta h bs appko youtube.com/account_playback ki link ma jakaI have a slow connection. Never play higher-quality video.” Ka option ko select kar la.

5. YouTube Video ko GIF ma convert kara:
Agar aapko kisi video ko gif yani bitmap image me convert karna hai lekin aapke paas koi software nahi hai toh bhi aap Youtube se direct Gif bana sakte hai.



Apne url me www. Ka bad gif add kijiye aur aap automatically GIF maker me chale jayenge.

App Make me gift ma jaka v gif video bana sakta h

6. Apna YouTube video ko MP3 ma Convert kara:
Ager app apna YouTube ka kisi v video ko mp3 ma convert karna chata h to kar sakta h uska liya appko Peggo ki website ma jaka YouTube ka kisi v video ka URL ko waha paste karna hoga.

  

7. Dusra webpage ko dakhna ka dauran v video ko dakha:
Ager app chata h ki kisi dusra web page ka sath sath video ko v dakha to wo v kar sakta h, ak Google crome extension ki madat sa jisska nam h Floating YouTube. Jab app iss Extension ko apna Browser ma install karta h to appko youtube video ka sath sath dusra web page v dakh sakta h.

 

8. YouTube video ko slow motion ma dakta:
Ager app kisi video ka interesting part ko dakh raha h aur app uss parh ko dhayan sa dakhna chata h to isska liya appko uss video ko slow motion ma dakhna ki jarurat parti h jo ki app Gear icon > Speed > select “.5” or “.25” ki madat sa video ko slow kar sakta h.


9. YouTube ko colourful dakha:
Ager app apna Youtube ko colourfull dakhna chata h to app youtube ka search box ma "doge meme" type kar ka enter press kara uska bad appko savi option colourful dikhna lagagi.

 

10. Apna Favourite Artist ka savi Album ko ak sath dakha:
Agar aap ko aapke favorite artist ke songs ek hi page pe chahiye ho toh aap iss trick ka use kar sakte hai. Simply search box me #Artist Name likh ka search kara.

#JessieJ

11. Video ka music ko identify karna:  
MooMa.sh ak aisa site h jo appka kisi v video ka songs ko identify kar sakta h, bs iska liya appko issma apna YouTube video ka url to dalna hoga.

 

12. HD friendly Internet provider ka pata lagaya:  
Google’s Video Quality Report ki madat sa app pata laga sakta h ki appka jo internet provider h wo HD video supported h ya nhi ager h v to uski speed kitni h, aur sath hi sath iski madat sa app ka provider aur appka local area ma jitna v internet provider h ussa compare v kar sakta h.


13. YouTube Keyword Shortcuts:
 Aapne Computer ke normal shortcuts toh sune honge .Lekin kya aapne Youtube per v shortcut key ka use kar sakta h.
k = Pause/play
j = 10 seconds video rewind kare .
l = 10 seconds video fast forward kare.
m = mute
Number 0 = video beginning se start kare
Number 1-9 = 10% se lekar 90% tak video me jump kare . 


14. Apna YouTube video ko TV ma dakha:
Kya app janta h YouTube ka video ko app apna TV ka big screen ma v dakh sakta h Wi-Fi ki madat sa.
Iska liya sabsa pahala app apna TV ma YouTube ka aps ko open kara, uska bad apna laptop/mobile sa apna TV ko wi-fi ki madat sa connect kara. Ab app apna Laptop/Mobile sa youtube.com/pair ki site ma jaka apna TV ko pair kara, ab app apna TV ka YouTube aps ka Setting ka pair device ma jaka code ko enter kar da app ka TV Youtube saw i-fi ka jariya connect ho jayaga ab app koi v video ko apna tv per dakh sakta h.


15. Age Restriction video ko bina sign in kiya hua dakha:
YouTube per bahut sa aisa videos hota h jo age restricted hota h aur isska liya appko youtube per sign in kar na hota h lakin app bina sign kiya hu v wo videos ko dakh sakta h. Bas aap ko karna yeh hai , Aapne url me se "watch?" mita de aur "v=" ki jaga "v/" likhe.Phir enter dabaye aur bina login ke video ka maza le.



To ya hua YouTube ki kuch Top Secret tricks jisska bara ma appna kavi v nhi suna hoga.



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.