YouTube Per apna video ko Upload karna ka bara ma jana

YouTube Per apna video ko Upload karna ka bara ma jana
Jaisa ki app savi janta hi honga ki YouTube world ki best video ki site h jiss per duniya ka karib cororo arbo log per day video upload aur video surfing karta h. App youtube ka jariya paisa v kama sakta h aur apni Website ko Youtube ka jariya promote v kar sakta h.




Lakin ya app tavi kar sakta h jab app apna YouTube channel per quality aur SEO friendly video uploadkara. Lakin bahut sa mara dosto ko ya nhi pata hota h ki wo apna video ko kaisa upload kara jissa ki unki tariff v jayada ho aur unki income v jayada ho. To dosto app tension na lo mai iss post ma unn savi dosto ko puri details ma batauga ki video kaisa YouTube per upload kara. Bs app mara iss post ko dhayan sa padiya.


Steps For SEO friendly Video Upload: 

Step 1: Sabsa pahala app YouTube per jaya. Uska bd appko apna gmail ka account sa YouTube ma sign in karna h. Ager appko pata nhi h ki gmail ma account kaisa banaya to app mara Gmail per account kaisa banaya Full guide ka post ko padh la.

Step 2: Ab jab appna YouTube ma sign kar liya h to ab app Upload per click kara jo ki Youtube ka top right corner ma hoga.

Step 3: Ab app jaisa hi Upload per click karanga to akk new window khulagi uski picture ko app nicha dakh sakta h.

 

1. Yaha par click karke apne computer me se video ko select kare, Ya phir koi v video ko apna computer sa yaha drag and drop v kar sakta h.
2. Aap apne Google photos sa ya Google plus sa  video ko yaha par click karke direct youtube pr upload kar sakte hai.
3. Yaha Click kar ka app apna followers ka liya live video channel open kar sakta h.
4. Yaha sa app apna video ki privacy select kar sakta h.
5. agar aap apne photos ka slide show bana kar bhi upload kar sakte hai.
6. aap apne pahala se upload kiye gaye video ka yaha par click karke edit kar sakte hai.


Step 4: Jab aap apna video select karenge or jaise hi video upload hona shuru ho jayega to ek new window khul jayegi is taraha ki



1. Aapka video kitne parsent upload ho chuka hai wo yaha par dikhega.
2.  yaha par aapko apne video ka naam dalna hai. aap jo bhi dalna chahe.
3. Yaha per app apna video ki description ko likh sakta h ki jaisa appka video ma kya h aur appka video kis topic ka uper h.
4. Yaha par aap apne video me tag yani category dal sakte hai.
5. yaha par aap apne video ko ye set kar sakte hai ki aapke video ko koun dekh sakta hai or koun nahi agar aap chahate hai ki aapka video sari duniya dekhe to public hi rahne de.
6. Aap apne video ko direct google+ or twitter par bhi shear kar sakte hai Google or twitter par tick karke.
7. yaha par aap apne video ke sath koi msg add kar sakte hai.
8. yaha aap apne video ko apni playlist me add kar sakte hai. 
9. jab aapka video upload ho jayega to yaha par 3 thumbnail aa jayegi. in me se aapko ak acchi si thumbnail ko select kara aur wo thumbnail appka video ka cover page ka taraha kam karaga.
10. jab aap apne video ki puri jankari bhar ke complete kar le to video ko public karne ke liye yaha par click kare.

11.  aapne jo video upload kiya hai use dekhne ke liye yaha par click kare.
12. agar aap or video upload karna chahate hai to yaha par click kare.


Bs app ko samaj ma aa hi gaya hoga ki kaisa app apna video ko YouTube ma upload kar sakta h. Jo ki appka tariff badana ma madat karagi.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

1 comments:

avatar

sir mere 10000 view ho gya hai lekin monetization enable nhi huwa hai kya kre help me

Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.