YouTube Uploaded video ka liya Default sattings kara

YouTube Uploaded video ka liya Default sattings kara
YouTube per app jab v koi video upload karta h to appko usski sahi sa settings karni parti h jis ka liya appko Video ko sahi sa tagged aur appka video ma kya h logo ko uska bara ma description ka jariya batana parta h. Jo ki bahut hi irritating hota h q ki appko her bar hi ya savi karni parti hogi jab v app koi new video ko upload karta h.



Lakin mai aj appko batana wala hu ki kaisa app apna savi video ka liya Default settings kar da jissa appko ya savi apna video ka liya bar bar set karna ki jarurat nhi h. Jissa appki kimti time save hoga.
Aap youtube par ek bar monetize setting kar donge to aapki new video automatically monetize ho jayegi. Monetize ke alawa aap or bhi bahut si setting default rakh sakte ho. Jo video upload kartne par aapko already set huyi milagi. 


Upload karta time Savi Video ka liya Default sattings kara:
To ab app samaj hi gaya honga ki savi video ka liya default sattings kitni jaruri h aur ab app mara steps ko follow kara to app samaj jayanga ki ya kaisa karnah.

Step 1: Sabse pahle aap Youtube site par jaye or apni gmail ID se log in kare.

Step 2: Uske bad Left side sidebar me My Channel >> Video Manager par jaye.



Step 3: Ab left sidebar me Channel >>Upload defaults par click kare. 


 

 Ab ak new page khulaga ussma niche bataya gaya anusar fill kar ka Save kar da.


1. Privacy: Aap video ko public, private or unlisted kar sakte hai. Public ka matlab aapki video ko sari duniya dekh sakti hai. Private ka matlab aapki video ko sirf aap dekh sakte hai. Unlisted ka matlab video aapki list me show nahi hoga.
2. Category: Ap kis taraha ka video ko apna channel per upload karta h usko ap yaha sa categorized kar sakta h. Jaisa mai apna channel per Blogging sa related video dalta hu to maina “People and Blog” select kiya h.
3. License: Agar aapke pas koi license hai to uski information yaha set kar sakte hai. Or agar aapke pass koi license nahi hai to aap Standard YouTube License Select kare.
4. Title: Yaha app uss word ko likha jiss app chata h ki wo word appka har video ka title ma raha. Jaisa man lo appka channel ka name.
5. Description: App jo v iss box ma varoga wo savi appka har video ka description ma rahaga isiliya mai suggest karunga ki app koi aisa Description likha jo savi video ka liya kam kara. Jaisa man lo app yaha per apna blog per visitors ko jayada jankari ka liya refer kar sakta h ya to app yaha per apna Social media ka ID ko v dal sakta h jisska jariya visitors appko Social media ma v follow kar saka.
6. Tags: Koi important tags jo aapki har video se related ho. Aap yaha par set kar sakte ho. (Aap maximum 5-7 tags hi use kare.)
7. Comments and ratings: Agar aap chahate ho ki aapke videos par log comment kare or aapke video ki rating bhi kara to aap comment and ratings ke samne tick kare.
8. Monetization: Agar aap new video ko automatically monetize karna chahate hai to is par tick kare.


9. Ad formats: Yaha Overlay in-video ads, Shippable video ads or Sponsored card teen tarah ke ad format hai. Aapko videos par kis kis type ke ads dikhane hai wo select kare.
10. Ad Break: Ager app 10 ya ussa jayada time ki video ko upload karta h to app iss option ko select kar sakta h. Iss option ko select karta hi app ka video ka bich bich ma v ads dikhna suru ho jayagi.
11. Video Language: Aap kis bhasha ki video upload kar rahe ho. Apne videos ki bhasha choose kare.
12. Subtitle Contributions: Log aapki videos or uske title ko dusri language me convert kar sakte hai or aapki video ko dusre logo ke sath share kar sakte hai. Mostly agar aap chahate hai ki people aapki video ki language yani translate kar sake to aap ye option select kar sakte ho.
13. Caption certification:  Yaha aapko ye select karna hai ki aapka video aapka banaya hua hai or copyright nahi hai.
14. Suggest video improvements: Agar aap chahate hai ki log aapko videos me sudhar ke liye suggest kar sake to aap “Suggest video improvements” select kare ya fir ager app chata ki ki log suggest na kara to app “Never Suggest video improvements” select kare.
15. Video Location: Agar aap apne new videos ke liye location set karna chahate ho to yaha par kar sakte ho.
16.Video statistics: Agar aap chahate ho ki aapke videos YouTube watch page par publicly yani sabko dikhayi de to yaha select kare.

Step 4: Ager appna ya Settings kar li ho to last ma Save kar da jo ki top right corner ma hogi.



 Ab jab bhi aap apne youtube channel par koi video upload karoge to aapko upar ki gayi setting pahle se Set ki hui milegi. Jisse aapko bar bar new videos par full information nahi bharni padegi.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

1 comments:

avatar
Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.