Add Multiple YouTube Channel in One YouTube account- In Hindi

Add Multiple YouTube Channel in One YouTube account- In Hindi
Maina pahala v YouTube sa related kai sari post kar chuka hu. Aj mai phir sa ak new YouTube sa related post laka ayah u jissma mai appko bataunga ki kaisa app apna akk YouTube account sa multiple channel oprate kar sakta h.


Waisa to mai pahala v appko pichli post ma bata hi chukka hu ki Blogger ka bd YouTube hi ak aisa platform h jaha app bina koi investment ka paisa kama sakta h. Lakin ager app bahut si chizo ki jankari rakhta h aur app apni knowledge ko logo tak Video ka medium sa pahuchna chata h to YouTube best source h appka knowledge ko logo tk pahuchana ka liya.


Lakin isska liya alag alag channel ki jarurat parti h taki app apna taraha taraha ka knowledge ko alag alag channel per video ka rup ma upload kar saka. Jaisa man lo appko Blog aur computer ki acchi jankari h to appna ak blog ki channel aur Computer ki alag channel bana li, aur blogging ka video ko Blog ma aur Computer sa related video ko Computer ka channel ma upload kar saka.
Lakin Bahut sa logo ko pata nhi hota ki apna ak YouTube account ma multiple channel kaisa banaya. Isi liya aj mai iss post ma bataunga ki kaisa app akk YouTube account sa multiple channel oprate kar sakta h.



Steps to add multiple channels in your one YouTube account:
Step 1: Ager appka pas koi YouTube account nhi h to sabsa pahala app YouTube ma jaka gmail ka account sa login kara.

Step 2: Login ho jana ka bd app Youtube Channel Switcher ma jaya. Uska bd app Create a New Channel per click kara.



Note: Ager app apna Google Plus page ka liya Channel banana chata h to app nicha kuch Google plus pages honga unha select kar pa Channel Create kara

Step 3: Ab akk new page khulaga.


  1.  Apna Channel ka Name dala.
  2.  Apna Channel ki Category ko select kara. 
  3. Ab Term & Conditions ko select karka Finished per click kara.
 
Step 4: Jaisa hi app Done per click karanga app apna jo Channel Create kiya h usper redirect ho jayanga.


Ab appka YouTube channel ban gaya h, ya steps ko follow kar ka app jitna chaya utna Channel create kar sakta h. Aur apna taraha taraha ka knowledge ko logo tak pahucha sakta h.
 


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

1 comments:

This comment has been removed by a blog administrator.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.