AdSense Ki Term & Condictions jissa appko janna chaiya

AdSense Ki Term & Condictions jissa appko janna chaiya
Ager appna apna koi website banaya h to app uss per paisa kamana ka liya Google AdSense ka use karta hi honga. Waisa to Google AdSense avi tak ki sabsa best advertisement company h jo apna account holder yani ki ham log ko kisi aur advertisement companies sa jayada paid karti h, lakin iska Term & conditions v bahut strict h.

Bahut sa log Adsense ma account to bana lata h, lakin uska term &conditions ka bara ma nhi padta q ki wo English ma hoti h, isiliya maina aj appka liya AdSense ki term & conditions ko hindi ma likha h.Adsense ki jo policies hai wo badalti rheti hai time to time, to agar koi change ho to aapko uski jankari uske Official Blog par mil jayegi.

 


Ager appna inka term and conditions ko follow nhi kiya to appka account v band ho sakta h aur app AdSense ka advertisement ko apna website per v add kar sakta h. To chaliya ab mai appko AdSense ki term and conditions ka bara ma batata hu.

AdSense ki Term & Conditions:

1. Invalid clicks and Impressions

Ager koi apna Website per add ki hui ads per khud click karta h ya apna kisi friends ka mobile ya computer sa click karta h to wo invalid click ma count hoga q ki Google ko uska aasani se pata chal jata hai, wo dekhte hai ki jo user hai wo kya search kar ke site par aaya tha or usne ads par click karke jo dusri site open hui usko open kiya ke nahi issa appka AdSense ka account v band ho sakta h aur app ka income v AdSense sa nhi ho payaga

Waisa internet per bahut sa auto click ka software h app unka istamal v nhi kar sakta h.

2. Content guidelines

AdSense apna ads ko waisa sites per nhi support karta h jo illegal h jaisa-Adult Content, Gambling (satte), Hacking/Cracking, koi nasa ki chij wala sites ma ETC. Ager app aisa karta h to adsense ka ads to show hoga lakin kuch hi samay ka liya phir kuch dino ka bad ya apna app hi nhi dikhaga q ki appka Website ki monitoring AdSense karta h. Ager appka website ma kuch v illegal mila to AdSense Account band ho jayaga. 



jitni bhi ye sab illigal chiz hai ye naa aapki site par honi chaiye or naa aesi kisi bhi site ki link honi chaiye aapki site ar jinpar ye ho.

3. Copyrighted Content material

App AdSense ka ads ko waisa page per nhi dikha sakta jinper Copyrighted Content ho yani ki uss page ma jo content h kisi aur dusra page ma v h aisa karna per AdSense appko notification ka jariya bata daga ki ya page Copyrighted h iss per ads show nhi ho sakta.

4. Counterfeit goods

Aap Adsense ke Ads aesi kisi bhi site par nahi use kar sakte jo kisi Product ko sale karti ho or uski brand kisi Brand ki copy ko .. uska Trademark or logo kisi dusri company ka ho.

5. Traffic sources

App apna website ka ads ka istamal apna website ka tariff ko increase karna ka liya nhi kar sakta jaisa, appna kisi ko adsense ka ads Email kar diya, ya bhir usa kisi dusra website per v nhi send kar sakta. Issa Adsense ki sarto ka ulangan hoga aur appko isska liya penalty v varni per sakti h.



6.Don’t Change Ads behaviour

AdSense ka ads ko app sirf apna hisab sa design kar sakta h Ads ka content ko change nhi kar sakta h. AdSense appko sirf iska size, Colour change karna ki permeation data h isska content ko change karna ki nhi.


7. Ad placement

Adsense ke Ads kaha or kaise lagana hai wo bhi jaruri hai, aap aesi jagha ads nahi laga sakte jo Google Adsense Ad Placement Policies ke khilaf ho.

8. Clear Site behaviour

App jis website per adsense ki ads ko laga rha h wo site clear honi chaiya yani ki jo visitor uss per visit karta ho wo uss website ko asani sa control kar sakta. Aur wo website khud sa kisi disra website per redirect nhi honi chaiya aur na hi uss website per automatic kuch download hona chaiya.

9. Google advertising cookies

Adsense Publishers ko unki Privacy Policy me ye batana padega apne visitor ko ki aapki sites cookies use karti hai browser ki badiya Ads dikhane ke liye.

10. Children’s Online Privacy Protection Act (COPPA)

Aap jis site par ads laga rahe hai uspar jo contant hai wo bacho ke liye bhi safe hona chaiye. Yani aisa koi content na ho jissa baccho ka mind per negative affect kara.

Note: Agar aapko kisi Website par Adsense ke Ads dikhe jo uper diya gaya AdSense ki policy ke khilaf hai to aap unki report bhi kar sakte hai is Form ko Fill karke.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.