Reliance Jio sa 4G internet kaisa free ma use kara-Full Guide

Reliance Jio sa 4G internet kaisa free ma use kara-Full Guide
App savi na Reliance Jio ka bara ma suna hi hoga, Ya Reliance company (mukesh Ambani) ka dawara launch ki gayi h jisska jariya app 3 Month tk unlimited 4G, Calling aur SMS Free ma use kar sakta h. Pahala ya sirf LYF Mobile ka user ka liya hi available thi per 15 AUG sa ya Open To All yani ab iss unlimited offer ka istamal har 4G mobile handsat sa kar sakta h.



Market me aa rahi khabaro se pata chal raha hai ki aane wala sim jio maujooda Telecom companies jaise Airtel, Idea, Vodafone ko kadi takkar de rahi h. Jisska karan Ya savi Telecom Companies ka customers inha chor ka Reliance Jio ka sath jurta ja rha h, jisska karan inn companies ko bahut hi nuksan utana per rha h.
To Dosto aj mai iss post ma Reliance Jio 4G SIM sa related savi sawalo ka answer dana wala hu. Ager app ka pass ya SIM h ya lana ka bara ma soch rha h to iss post ko dhayan sa padiya



Reliance Jio 4G SIM kaisa aur kha sa la:
Dosto Reliance Jio ki SIM Free ma di ja rahi h mager kuch aisa v log h jo isska liya app sa paisa v la rha h mai appko bata du app sa ager iss SIM ka liya koi paisa manga to app paisa mat da. Mai nicha bataya h ki app kha say a sim free ma la sakta h.
1. Najdiki Kisi Reliance Digital ka Store sa.
2. Kisi Big Mobile selling Store sa jo SIM v sale karta ho.

Kin-Kin Handset per ya SIM supported h:
Pahala ya JIO ki sim selected handset per support karti thi magar 1Sep 2016 ko Mukesh Ambani na ya announce kiya h ki ya 5 Sep 2016 sa Open to all yani savi 4G sets per support karagi.


Reliance Jio ka Faida:
Mai na appko bata hi diya h ki ya SIM appko Free of Cost mill rahi h aur sath hi sath appko kuch Unlimited Benefits v mil rhi h.
1. Unlimited 4G until 31 DEC 2016
2. Unlimited Calling Until 31 DEC 2016
3. Unlimited SMS until 31 DEC 2016
4. Isska sath hi appko Jio ki full Aps milagi jissma appko-streaming movies, music, and live television jaisa aps milanga jisska istamal app 31 DEC 2017 tak free of cost ma kar sakta h uska bad appko ya aps use karna ka liya paisa dana hoga. App inn aps ko google play store sa download kar sakta h.

Reliance Jio sa kisi v Mobile handset na Free 4G use kara:
Ab mai appko batata hu ki ager appka pas LYF ka mobile nhi h, kisi dusra company ka 4G mobile h to app ussma kaisa iss offer ka jariya unlimited 4G, calling aur SMS ka use free ma kar sakta h.

Step 1: Sabsa pahala app Google play Store ma jakar MyJio ka aps ko apna 4G set ma install kara.


 Step 2: Aps install ho jana ka bad ap MyJio aps ko open kara appko usma 10 aur aps dikhagi app unn savi ko one by one apna handset ma install kara.


Step 3: Ab app apna mobile sa internet connection ko disconnect kara aur apna mobile ko restart kara.

Step 4: Mobile Restart hona ka bad app MyJio aps ko open kara bina koi internet connection ka to appko Get Jio SIM ka option dikhaga.

Step 5: Ab app internet ko connect kar ka Get Jio SIM per click kara.

Step 6: Uska bad appko apna locality address dalna h uska bad next per click kara.

Step 7: Uska bad appko Generate Code per click karna h uska bad appko ak code milaga.

Step 8: Uss code ka sath sath apna document aur photo ka sath app nearest reliance store ya phir koi SIM card dealer ka pass jaker Reliance Jio ka 4G sim free ma la sakta h.

Unlimited offer khatam hona ka bad kya kara:
Ab appka man ma ya khayal ata hoga ki ya free Unlimited offer khatam ho jaya to kya kara. To mai appko bata du ki 1 Sep, 2016 ko mukesh ambani na Reliance ka annul metting ma aga ka plan ka bara ma bataya h. Jissma unnhona bataya ki Customer sa sirf Internet ka hi paisa liya jayanga Calling ka nhi, isska alawa Jio apna customer ko sirf 50 RS ma 1 GB 4G data dagi. App Jio ki Internet plan ko nicha ka picture ma dakh sakta h.



To ab app samaj hi gaya honga Jio kya h aur issa kisi v 4G set ma kaisa use kara to der mat kariya app jaldi sa jaiya aur iss offer ka lav utahiya.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

3 comments

avatar

Achchhi jankari hai....
aapka dhanyevad

Reply
avatar

Achchhi jankari hai....
aapka dhanyevad

Reply
avatar

Thnx aur v extra jankari ka liya app mara website per visit karta raha...

Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.