StudioPress Kya h issma account bana ka paisa kamaya

StudioPress Kya h issma account bana ka paisa kamaya
Ager appna blog banaya h aur app apna uss blog ka jariya paisa kamata h to app ya to AdSense ya Affiliated market ya phir dono ka hi istamal karta honga. Jo ki best source h paisa kamana ka ager appka blog per per
day 3000-4000 hajar log visit karta h to app asani sa per day $10-15 kama sakta h yani lagvag RS.900-1000 per day ka hisab sa.



To aj v mai ak aisa Affiliated Program ka bara ma batana ja rha hu jisska jariya app Template ka promotion kar ka paisa kama sakta h, aur iss Affiliated Program ka nam h StudioPress. 



StudioPress Affiliated Program kya h:
StudioPress ak Wordpress ki Template ki selling site h, jaha per appko taraha taraha ka Best paid Templates milagi jisska istamal app apna website ma kar ka apna website ko next level tak la ja sakta h. Isska liya Studiopress na affiliated program ki suruwat kiya h jisska jariya hm Studiopress ka theme ka promotion karta h aur isska badla ma ya hama Commission ka rup ma $10-20 dati h.

StudioPress sa kitna kamaya ja sakta h:
Studiopress world ki best template selling site h, ager app isska affiliated program sa jur jata h to ya appko ak Template ka selling uss template ka 35% dati h.
Man lo kisi Template ka prize h $60 h aur koi iss template ko appka dawara raffer kiya gaya link sa kharidta h to usska 35% ka hisab sa appko $20-22 mil sakta h yani lagvag 1500 RS. Ager appka refer link sa month ma 4 sa 5 Template bik jaya to app calculate kar sakta h ki app kitna kama sakta h 1 month ma iss StudioPress Affiliated program ka jariya.

StudioPress ma Account kaisa banaya:
To ab app samaj hi gaya honga ki StudioPress kya h to ab janta h ki issma account kaisa banaya.

Step 1: Sabsa pahala app StudioPress ki website per jaya.



1.       Apna user name dala.
2.       Apna StudioPress account ka liya koi password dala.
3.       Password Retype kara
4.       Apna country choose kara phir Move on to Step 2 per click kara.

Step 2: Uska bd ak New page khulaga usma appko apna website ki details ko varna h. Uska bd Move on to Step 3 per click karna h.


Step 3: Uska bd appko yaha apna apna Email Dalna h uska bd Next step per jana h.



Step 4: Yaha appko apna contact details ko varna h, uska bd Next step per jana h.

Step 5: Uska bd appko apna payment option ko choose karna h. App chaya to isa bd ma v choose kar sakta h uska bd Next Step per jaya.

Step 6: Yaha appko StudioPress ka term and conditions ko accept karna h uska bd Complete Application per click kar da.


Ab appka account Studiopress ma ban chuka h, ab appka application ko StudioPress ka member review karanga aur ager appka application Accept ya Unaccepted hua to appko iska mail kuch din ma aa jayaga.  



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.