Top 5 tips apna website ko First page search result ma lana ka liya

Top 5 tips apna website ko First page search result ma lana ka liya
Har blogger ki tammana hoti h ki usko jayada sa jayada tariff mila taki unka blog jayada sa jayada popular ho saka, lakin kisi v blog/website ko tavi jayada tariff mil pati h jab uss blog ki SEO batter ho. Yani uss blog per jo kuch v content likha jar ha h wo seo friendly hona chaiya tavi ussa koi v search engine index karta h.
Lagvag savi new blogger sochta h ki unko sirg articles ko likh kar post kar dana sa hi unha tariff milna lagagi lakin aisa nhi h. Unha jayada tariff pan aka liya aur v bahut sa factors h jinper unha dhayan dana chaiya unma sa hi ak h SEO.





SEO ka matlab hota h Search engine Optimization jisska matlab h ki appka post ka SEO jitna batter hoga ussa search engines (Google, Bing, Yahoo aur Yandex) jaldi sa index kar laga. Aur jab v koi uss articles sa related koi v keywords uss search engine per search karaga to appka articles search result ka first page ma show hoga.


Ager app v sochta h ki app apna articles ko likhna ma mahanat to bahut kar raha h per appko tariff nhi mil pa rhi h, to app kahi na kahi apna SEO ko batter karna bhul gaya h jisska wajah sa appko tariff nhi mil pa rhi h q ki Tariff=Best SEO.

Apna Articles ki SEO batter kar ka first search result ma lana ki tips:
Jayadatar new blogger ko SEO nhi mil pati q ki unka pass blogging ka koi experience nhi hota h jisska wajah sa bahut sa new blogger blogging karna chor data h, ager app v new blogger h to appko ya post panda chaiya aur janiya ki kaisa app apna blog/website ki SEO ko increase kar sakta h.

1. Apna Blog ko Search Engine ma submit kara:
Ager app chata h ki appka blog ka posts search engine ma aya to sabsa pahala appko apna blog ko search engine submit karna bahut jaruri h search result ka first page ma ana na ana wo bad ki bt h. Her new blogger ko apna website ko search engines ma apna website ko sabsa pahala submit karna chaiya tavi koi post ko publish karna chaiya.
Ager appko nhi pata ki app apna site (blog)ko kaisa Search engine ma submit kara to app mara Google per apna website ko submit kara ki post ko padh sakta h. Website submit hona ka bad appko apna website ka sitemap v banana paraga.

2. Article ki Title ko SEO Friendly banaya:
Ager app chata h ki appka article search engine ka first page ma show ho to isska liya appko article ka Title per jayada dhayan dana ki jarurat h q ki search engine unhi articles ko search result ka first page ma lata h jinnka title SEO friendly aur jayada Searchable hota h. App SEO friendly Title ka liya Keyword planner ka istamal kar sakta h.
Dhayan rakha appna jo SEO friendly title apna articles ka liya chuna h wo 65 words sa jayada nhi hona chaiya, q ki issa jayada words wala title ka article ko search engine index nhi karta h jisska wajah sa appko uss articles per koi v tariff nhi mil pati.
Ager app chata h ki appka article ka title SEO friendly ho to app title ma apna Article sa related hi words ka use kara, aur dhayan rakha appna jo words ka use kiya h wo dubara title ma repeat nhi hona chaiya.

3. Article (Post) Content ko clear aur long rakha:
Savi koi janta h ki post ko SEO friendly banana ka liya appko apna post ka content ma accha sa savi bat ko samjana hota h taki appka visitor uss post ma likha har akk bat ko bari asani sa akk bar panda per hi samaj jaya. Q ki ager app apna post ma uss sa related savi bato ko clear karta h to appka blog ko log jayada pasand karanga aur appka blog ka SEO ka sath sath tariff v badagi. Maina bahut sa blogger ka post ko pada h unka content ka jariya kya samjana chata h wo clear hi nhi kar pata h aur unka blog ma bahut si spelling error v hoti h jo appka SEO ko per negative Effect karti h.
Aur app jo kuch apna content ma likh raha h dhayan rahna ussma kam sa kam 300 words to jarur honi chaiya tavi wo SEO friendly post ban pata h, maina bahut sa blogger ko dakha h unka post ki content ma bahut hi kam words hota h. To mai appko ya suggest karunga ki app aisa galti na kara appka content ma kam sa kam 300 words to jarur honi chaiya.


4. Hamasa Logo ka liya likha:
Ager app ki post ma jayada words ka istamal karta h aur appka post ka title v SEO friendly h phir v appka post search engine ka first page ma nhi aa rha h to isska matlab h ki app jo post ko likh raha h ussa log padna nhi chata h. Q ki search engine unhi post ko apna first page per show karta h jinka tariff high ho aur tariff tavi high hota h jab uss post ko log jayada pasand karta h aur uss post ko log tavi pasand karanga jab app uss post ka content ma aisa kuch likha jinsa logo ko faida ho.
Isiliya mai appko kahana chaunga ki app sirf SEO ka liya hi post ko na likha kavi kavi aisa post v likha kara jinsa logo ko faida ho aur unha kuch extra sikhna ko mila. Ager appka blog photographic sa related h to mai kahana chaunga ki app jab koi photo ko post karta h to uss photo ka bara ma kuch extra jankari v uska sath da taki usska content keywords v search engine ma index ho saka aur apna post ko Social media: Printship per v shear kar da.
 

5. Apna post ko apna Experience ka anusar likha:
Ap jab v apna post ko likho to ussma wahi sab likho jo appna khud apna experience sa sikha h aur jisska bara ma appko acchi jankari v h, tavi app apna visitors ko accha sa samja pata h ki app kahana kya chata h. Q ki ager app apna experience ka adar per koi post ko likhta h to app ko usska bara ma deep knowledge hoti h aur ager appka visitors ko koi v problem ho uss particular post sa related to app apna uss visitors ki help v bari asani sa kar data h.
Maina aisa blogger ko v dakha h jo apna content ka liya dusra blog ki madat lata h aur ak post likh data h, jisska karan unma experience ki kami hoti h aur jab unka koi visitor uss post sa related kuch sawal karta h to wo uss sawal ka answer nhi da pata jisska karan uss blog per log kan visit karta h. Aur unka SEO v decrease ho jata h.
Isiliya mai appko suggest karunga ki app jab v koi post ko likha to pahala usska bara ma puri jankari ikkatha kar la tavi post ko likha kisi dusra blog ka post ko copy paste na kara.     

To ab app samaj hi gaya honga ki apna post ko search engine ka first page ma lana ka liya kya karna hoga, App chaya to hamara SEO category ma jaka SEO ka bara ma aur v jayada jankari paa sakta h.



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.