YouTube Channel Ko famous banaya aur Visitor increase kara - Hindi

YouTube Channel Ko famous banaya aur Visitor increase kara - Hindi
Ager app blogger ka sath sath YouTube ka istamal karta h paisa kamana ka liya to appko YouTube ki Term& Conditions ko accha sa padh lana chaiya tavi video ko YouTube per upload karna chaiya.



Lakin ager app sochta h ki appna YouTube ki term and conditions ko v follow kiya phir v appka channel per log q nhi visit aur subscribe Karta h. To mai appko bata du youtube ak free platform h apna talent ko video ka madayam sa logo tk pahuchana ka aur paisa kamana ka jisski wajah sa YouTube per app ka jaisa kai YouTube Channels h. To ager appko YouTube per famous hona h to unn savi channels sa kuch alag aur interesting karna hoga jissa appka channel per log jayada sa jayada visit kara.
To dosto maina nicha kuch tips ka bara ma bataya h jisska istamal kar ka app apna YouTube channel ko dosra YouTube channel sa kam samay ma jayada famous bana sakta h.



Tips To Famous your YouTube Channel:
To dosto ager app sochta h ki appka pass koi khud ki baniyi gayi video h aur app ussa apna youtube channel per upload kar data h to appka channel per log visit karna lagaga lakin aisa nhi h, q ki aj kal log famous hona ka liya taraha taraha ka tips ka istamal karta h. To aj mai v appko unn tips ka bara ma batana ja rha hu jisska istamal kar ka app v famous ho sakta h.

  1. Correct Information: App jo v video banaya usma correct information da q ki log appka video ko tavi pasand karanga jab appka dawara di hui information correct ho, aur ager appka video per di hui jankari correct hogi to appka YouTube channel ko log jayada sa jayada pasand karanga.

  2. Full Information: Jab app koi information video ka rup ma data h to kosis kara ki akk hi video ma uss ka bara ma puri details da saka, jaisa man lo appka video “Blog per Free Website kaisa banaya” uska uper h to app apna video ma Blogger per free website banaka dikhaya wo v ak hi video ma, aisa nhi ki app Part-1 aur Part-2 ka istamal kara.

  3. Use Multiple languages: App jo v video create kara uss video per multiple language ka istamal kara. Taki wo video jayada sa jayada logo ko samaj ma aya jaisa man lo appna koi video Hindi ma banaya h to app uss video ki voice hindi ma rakha lakin Uska description ma English ka istamal kar ka uss video ki puri bt ko English ma likha.

  4. Use proper Thumbelina: App apna video ka cover page ka rup ma uss video sa related hi Thumbelina ka istamal kara. Q ki iss type ka video ko dakhta hi log samaj jata h ki iss video ma kya h.

  5. Use Your Voice Videos: Ager app koi video banata h to ussma apna voice ka istamal kara video ko samjana ka liya. Lakin ager app apna voice ki jagha per koi songs ya koi track ka istamal karta h to issa log pasand nhi karta h, isiliya app jab v koi video banaya to apna voice ma hi banaya.

  6. Seriousness about your channel: App jab v koi YouTube per koi Video channel banaya to uss channel per active raha. Mara kahana ka matlab ya h ki jab kavi appka koi visitor uss video sa related kuch v sawal pucha to app usska jawab dana ma jayada der na kara.

  7. Use Proper Keywords: App jab kavi koi video banaya to uss ka title ma kuch aisa likha jissko ak bar padna per hi malum chal jaya ki iss video ma kya ho sakta h.


To Friends ya hui kuch Tips Jisska istamal kar ka app apna YouTube Channel ko jayada sa jayada Famous bana sakta h. Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.