YouTube Per Video Upload karna ka Term & Conditions

YouTube Per Video Upload karna ka Term & Conditions
Blogger ka bad YouTube ak aisa platform h jisska jariya app bina kisi investment ka paisa kama sakta h. Maina Blogging ka bara ma bahut sa post kr chukka hu, aur ana wala waqt ma aur v karunga lakin aj mai appko YouTube ka bara ma batana wala hu.




YouTube per app video ko upload kar ka paisa kama sakta h, lakin bahut sa log video to upload kar data h lakin YouTube ka term & conditions ko follow nhi karta jisska wajah sa unka video ko Google kuch samay ka bad delete kar data h aur This video is no longer due to a copyright claim.”  message show hota hai. Ya kisi ka v sath ho sakta h jo YouTube ka rule & regulation ko follow nhi karta h.
Aisa isi liya hota h q ki appka jo video h usa YouTube copyrighted manta h, aur appka video ko YouTube apna site sa remove kar data h. Isi liya mai aj apna visitors ko YouTube ka term & conditions ka bara ma batana wala hu jisska dawara app samaj saka ki kis type ka video ko upload karna per wo copyrighted mana jayaga. 

Copyrighted Video kisa kahata h:

Kavi kavi aisa hota h appna jo video ko youtube per upload kiya h wo pahala sa hi youtube per h, ya appka video YouTube ka Term & Condictions ko follow nhi karta h usa YouTube Copyrighted manta h aur usa apna site sa hata data h.
YouTube Per Video Upload karna ki Term & Conditions:
YouTube per per day hazaro log apna video ko upload karta h lakin unma sa kuch ki hi video YouTube ka Term & Condictions per khara utarti h. Maina Nicha YouTube per Video Upload karna ka liya kuch Important points ko likha jisska jariya appko YouTube per video upload karna ma asani hogi.

1. Nudity or sexual content: YouTube ak aisa channel h jissper app apna Skill aur Knowledge ko logo tak pahuchata h isi liya video ka medium sa lakin YouTube per app koi adult ya sexual video ko upload karta h to ya YouTube ka term & conditions ka khilaf hoga.

2. Dangerous or Harmful Video: YouTube per app koi aisa video upload nhi kar sakta jissma kisi dusra ko hurt karta hua dikhaya gaya ho chaya wo koi insan ho ya koi animal ya phir koi bird ho.

3. Violent or graphic content: Appna jo video ko upload kiya h usma koi editing nhi kiya hona chaiya, wo bilkul original honi chaiya. Jaisa mal lo appna kahi sa koi video ko download kiya phir usma kuch edit kar ka apna channel per post kar diya to ya v copyrighted video hoga.

4. Copyright: App aisa kisi v video ko upload nhi kar sakta jo pahala sa hi YouTube per ho. Lakin ager app aisa karta h to ya copyrighted video mani jayagi aur youtube isa kuch samaya ka bd delete kr daga.
Hamasa khud ka dawara create ki hui video ko hi YouTube per upload kara jissa ki uss video ko copyrighted hona ka khatra na ho.

5. Hateful content: App YouTube per aisa kisi v video ko upload nhi kar sakta jissma kisi individual People, Company, religion, disability, gender, age, nationality, veteran status, or sexual orientation/gender identity Etc ka bara ma kuch galat kaha gaya ho.

6. Spam, misleading metadata, and scams: Hamasa log apna video ko jayada popular banana ka liya uska Description ko long kar data h usma alag alag tarah ka Tag, titles, or thumbnails ka istamal karta h. Ya v galat h iss taraha ka video ko YouTube pasand nhi karta h.
App apna Video ka anusar hi description, tag aur title ka istamal kara.
So ya thi YouTube per video upload karna ka kuch Important Term & conditions umid h appko ya post padh ker kuch sikhna ko mila hoga.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

4 comments

avatar

SIR , MAINE EK VIDEO BANAYA AUR USE YOUTUBE PE UPLOAD KIYA MERA KHUD KA VIDEO HAI FIR BHI COPYRIGHT CLAM AYA AISA KYON ?
VIDEO KE BARE ME BATATA HOON . YE VIDEO ME SOFTWARE CRACK KARNE KE BARE ME BATAYA GAYA HAI AUR JIS COMPANY KA SOFTWARE HAI USNE CLAME KIYA HAI .
KYA YE YOUTUBE COPYRIGHT POLICY KE UNDER ATAT HAI . PLZ. MERI HALP KAREN

Reply
avatar

Yes bhi ya YouTube ki policy ka khilaf h, AAP YouTube per koi v Aisa video na dala jissa kisi company ya phir kisi person ka nuksan ho....

Reply
avatar

Blog page ko banane k liye Kya krna hoga or kaise isko badhiya se istemal karege

Reply
avatar

Blog page banana ka liya AAP blogger.com ka use ker Sakta hai aur iska istamal karna v bahut easy hai....

Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.